Ayodhya Ghumne Ka Package aur Trip Ka Kharcha
Agar aap Ayodhya jane ka plan bana rahe hain, to sabse pehla sawal yahi aata hai ki 'ayodhya trip ka kharcha kitna hoga?' Aur 'ayodhya mein kaha ghume?'. Iss guide mein hum aapko puri detail denge taaki aapka ayodhya darshan ka package budget mein fit baithe.
Ram Mandir Jane Ka Kharcha (Trip Cost)
Ayodhya mein darshan free hai, par rehne aur aane-jane ka kharcha lagta hai. Ek basic ayodhya ghumne ka package aapko around ₹3000 se ₹5000 per person pad sakta hai, jisme hotel, local taxi aur prasad shamil hota hai.
Ayodhya Mein Kaha Ghume?
Ram Janmabhoomi ke alawa, aapko yeh jagah zarur dekhni chahiye:
- Hanuman Garhi: Ram mandir jane se pehle yahan darshan zaruri hai.
- Kanak Bhawan: Sita Mata ka sundar mahal.
- Saryu Nadi (Ram Ki Paidi): Sham ki aarti bahut hi sukoon deti hai.
Lucknow aur Banaras se Ayodhya
Agar aap bahar se aa rahe hain, to lucknow se ayodhya ka package ya taxi lena sabse aasan rahega. Lucknow se ram mandir kaise jaye? Aap directly airport ya station se humari taxi book kar sakte hain (approx 2.5 hours lagte hain). Vahi banaras se ayodhya ka package 4-5 ghante ka road safar hai.
Book Your Package (अयोध्या टूर पैकेज)
Saste aur ache safar ke liye humara ram mandir jane ka package book karein. Hum aapko hotel aur transport ki best service denge jisse aapki Ram Mandir yatra safal ho.